Buhat Umeed Rakhna Aur Phir Be-Aas Hona Bhi
Urdu Sad Ghazal Shayari
Buhat umeed rakhna aur phir be-aas hona bhi
Bashar ko maar deta hai bohat hassas hona bhi
بہت امید رکھنا اور پھر بے آس ہونا بھی
بشر کو مار دیتا ہے بہت حساس ہونا بھی
Suno ik kaan se aur doosre se phaink do bahir
Bohat takleef de hai sahib-e-ahsaas hona bhi
سنو اک کان سے اور دوسرے سے پھینک دو باہر
بہت نقصان دہ ہے صاحب احساس ہونا بھی
agarchay tum dikhawe ke liye hi sath ho mere
chalo, itna hi kaafi hai tumahra paas hona bhi
chalo, itna hi kaafi hai tumahra paas hona bhi
اگرچہ تم دکھاوے کے لیے ہی ساتھ ہو میرے
چلو ، اتنا ہی کافی ہے تمھارا پاس ہونا بھی
Yuhin to abr-e-rehmat ki talab karta nahi koi
Zaroori hai muqadar me zara si payas hona bhi
یونہی تو ابر رحمت کی طلب کرتا نہیں ہوں میں
ضروری ہے مقدر میں ذرا سی پیاس ہونا بھی
kayi chehray latak jatay hain khoshion ki khabar sun kar
hamein to roop deta hai gamoon ka raas hona bhi
hamein to roop deta hai gamoon ka raas hona bhi
کئی چہرے لٹک جاتے ہیں خوشیوں کی خبر سن کر
ہمیں تو روپ دیتا ہے غموں کا راس ہونا بھی
Bohat se qalb ruk jate hain khushion ki khabar pa kar
Hamainn to khoob jachta hai ghumon ka raas hona bhi
جلے گی خود با خود سعدی دلوں میں پیار کی شمعیں
غنیمت ہے اسے میرا ابھی احساس ہونا بھی