Dard Ke Phool Bhi Khilte Hain
Dard Ke Phool Bhi Khilte Hain Bikhar Jaate Hain
Zakhm Kaise Bhi Houn Kuch Roz Mein Bhar Jaate Hain
درد کے پھول بھی کھلتے ہیں بکھر جاتے ہیں
زخم کیسے بھی ہوں کچھ روز میں بھر جاتے ہیں
Us Darichay Mein Bhi Ab Koi Nahi Aur Hum Bhi
Sar Jhukaye Huye Chup Chaap Guzar Jaate Hain
Sar Jhukaye Huye Chup Chaap Guzar Jaate Hain
اس دریچے میں بھی اب کوئی نہیں اور ہم بھی
سر جھکائے ہوئے چپ چاپ گزر جاتے ہیں
Raasta Roke Khadi Hai Yahi Uljhan Kab Se
Koi Poochhe To Kahen Kya Kh Kidhar Jaate Hain
Koi Poochhe To Kahen Kya Kh Kidhar Jaate Hain
راستہ روکے کھڑی ہے یہی الجھن کب سے
کوئی پوچھے تو کہیں کیا کہ کدھر جاتے ہیں
Chhat ki kadiyon se utarte hain mere khwaab magar
Meri deewaron se takra ke mar jaate hain
چھت کی کڑیوں سے اترتے ہیں مرے خواب مگر
میری دیواروں سے ٹکرا کے بکھر جاتے ہیں
Naram Awaaz Bhali Baatein Mohazzab Lahaje
Pahli Baarish Mein Hi Sub Rang Utar Jaate Hain
نرم الفاظ بھلی باتیں مہذب لہجے
پہلی بارش ہی میں یہ رنگ اتر جاتے ہیں
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO