Din Guzar Gaya Aitbaar Mein
Jagjit Singh Ghazal Lyrics
Din Guzar Gaya, Aitbaar Mein
Raat Kat Gayi Intezaar Mein
دن گزر گیا اعتبار میں
رات کٹ گئی انتظار میں
Wo Maza Kahan Wasl-e-Yaar Mein
Lutf Jo Milaa Intezaar Mein
وہ مزا کہاں وصلِ یار میں
لطف جو ملا انتظار میں
Unki Ik Nazar Kaam Kar Gayi
Hosh Ab Kahan Hoshiyar Mein
اُن کی اِک نظر کام کر گئی
ہوش اب کہاں ہوشیار میں
Mere Qabzay Mein Kainaat To Hai
Main Hoon Aap Ke Ikhtiyaar Mein
میرے قبضے میں کائنات ہے
میں ہوں آپ کے اختیار میں
Aankh To Uthee Phool Ki Taraf
Dil Ulajh Gaya Husn-e-Khaar Mein
آنکھ تو اُٹھی پھول کی طرف
دل اُلجھ گیا حُسنِ خار میں
Tujh Se Kya Kahein, Kitnay Gham Sehein
Ham Nay Be-wafa Tere Pyaar Mein
تجھ سے کیا کہیں کتنے غم سہے
ہم نے بیوفا تیرے پیار میں
Fikr-e-Aashiyaan Har Khizaan Ki
Aashiyaan Jalaa Har Bahaar Mein
فکرِ آشیاں ہر خزاں میں کی
آشیاں جلا ہر بہار میں
Kis Tarah Ye Gham Bhool Jaaye Hum
Wo Juda Hua Ishtihaar Mein
کس طرح یہ غم بھول جائیں ہم
وہ جدا ہوا اِس بہار میں
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO