Hisab Tark e Taluq Tamam Mein Ne Kia
Sad Urdu Ghazal
hisab tark e taluq tamam mein ne kya
shuru is ne kya, ikhtatam mein ne kya
حسابِ ترکِ تعلق تمام میں نے کیا
شروع اس نے کیا، اختتام میں نے کیا
mujhe bhi tark e mohabbat pay Haratain hi rahen
jo kaam mera nahi tha woh kaam mein ne kya
jo kaam mera nahi tha woh kaam mein ne kya
مجھے بھی ترکِ محبت پہ حیرتیں ہی رہیں
جو کام میرا نہیں تھا وہ کام میں نے کیا
bohat dinon marey chehray pe kirchiyaan si rahen
shikastِ zaat ko aaina faam mein ne kya
بہت دنوں مرے چہرے پہ کرچیاں سی رہیں
شکستِ ذات کو آئینہ فام میں نے کیا
bohat dinon mein maray ghar ki khamoshi tooti
khud apne aap se ik din kalaam mein ney kya
بہت دنوں میں مرے گھر کی خاموشی ٹوٹی
خود اپنے آپ سے اک دن کلام میں نے کیا
Uss aik hijar ney milwa diya visal se bhi
ke to gaya tou mohabbat ko aam mein ney kya
ke to gaya tou mohabbat ko aam mein ney kya
اس ایک ہجر نے ملوا دیا وصال سے بھی
کہ تو گیا تو محبت کو عام میں نے کیا
mizaaj gham ney beher e toor mashghelay dhoonday
ke dil dikha to koi kaam vam mein ney kya
ke dil dikha to koi kaam vam mein ney kya
مزاجِ غم نے بہرطور مشغلے ڈھونڈے
کہ دل دکھا تو کوئی کام وام میں نے کیا
chali jo sale rawan par woh kaghazi kashti
to is safar ko mohabbat ke naam mein ne kya
چلی جو سیلِ رواں پر وہ کاغذی کشتی
تو اس سفر کو محبت کے نام میں نے کیا
woh aftaab jo dil mein dehak raha tha saud
usay sprdِ shafaq aaj shaam mein ne kya
وہ آفتاب جو دل میں دہک رہا تھا سعودؔ
اسے سپردِ شفق آج شام میں نے کیا