Khamoshi Achi Nahi Inkaar Hona Chahiye
Zafar Iqbal Poetry
Khamoshi Achi Nahi Inkaar Hona Chahiye
Ye Tamasha Ab Sar e Bazar Hona Chahiye
خامشی اچھی نہیں انکار ہونا چاہئے
یہ تماشا اب سر بازار ہونا چاہئے
Khuwab Ki Taqbeer Par Asrar Ha Jin Ko Abhi
Phele In Ko Khuwab Se Bidaar Hona Chahiye
Phele In Ko Khuwab Se Bidaar Hona Chahiye
خواب کی تعبیر پر اصرار ہے جن کو ابھی
پہلے ان کو خواب سے بیدار ہونا چاہئے
Toob Kar Marna Bhi Asloob Mohabat Ho To Ho
Wo Jo Dariya Hai Tu Os Ko Paar Hona Chahiye
ڈوب کر مرنا بھی اسلوب محبت ہو تو ہو
وہ جو دریا ہے تو اس کو پار ہونا چاہئے
Ab Wohi Karne Lagy Dedar Ki Baat
Wo Jo Kabhi Khety Thy Bass Didar Hona Chahiye
Wo Jo Kabhi Khety Thy Bass Didar Hona Chahiye
اب وہی کرنے لگے دیدار سے آگے کی بات
جو کبھی کہتے تھے بس دیدار ہونا چاہئے
Dosti Ke Naam Par Kijye Na Kyu Kar Dushmani
Kuch Na Kuch Akhir Tareeke Kaar Hona Chahiye
Kuch Na Kuch Akhir Tareeke Kaar Hona Chahiye
دوستی کے نام پر کیجے نہ کیونکر دشمنی
کچھ نہ کچھ آخر طریق کار ہونا چاہئے
Jhoot Bola Ha Tu Kaim Bhi Raho Is Par Zafar
Aadmi Ko Sahib e Kirdaar Hona Chahiye
Aadmi Ko Sahib e Kirdaar Hona Chahiye
جھوٹ بولا ہے تو قائم بھی رہو اس پر ظفرؔ
آدمی کو صاحب کردار ہونا چاہئے
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO