Ojhal Sahi Nigaah Se, Dooba Nahi Hun Main
Amjad Islam Amjad Poetry
Ojhal Sahi Nigaah Se, Dooba Nahi Hoon Main
Ay Raat Khabar-Daar, K Haara Nahi Hoon Main
اوجھل سہی نگاہ سے ڈوبا نہیں ہوں میں
اے رات ہوشیار کہ ہارا نہیں ہوں میں
Darpesh Subh-O-Shaam Yehi Kash-Makash Hai Ab
Us Ka Banon Main Kaisay K Apna Nahi Hoon Main
Us Ka Banon Main Kaisay K Apna Nahi Hoon Main
درپیش صبح و شام یہی کشمکش ہے اب
اُس کا بنوں میں کیسے کہ اپنا نہیں ہوں میں
Mujh Ko Farishta Honay Ka Dava Nahi Magar
Jitna Bura Samajhtay Ho Utna Nahi Hoon Main
Jitna Bura Samajhtay Ho Utna Nahi Hoon Main
مجھ کو فرشتہ ہونے کا دعویٰ نہیں مگر
جتنا برا سمجھتے ہو اتنا نہیں ہوں میں
Is Tarha Phair Phair Ke Baatein Na Kijiye
Lehjay Ka Rukh Samajhta Hoon Bacha Nahi Hoon Main
Lehjay Ka Rukh Samajhta Hoon Bacha Nahi Hoon Main
اس طرح پھیر پھیر کے باتیں نہ کیجئے
لہجے کا رخ سمجھتا ہوں بچہ نہیں ہوں میں
Mumkin Nahi Hai Mujh Se Yeh Tarz-E-Munaafiqat
Duniya Tere Mizaaj Ka Banda Nahi Hoon Main
Duniya Tere Mizaaj Ka Banda Nahi Hoon Main
ممکن نہیں ہے مجھ سے یہ طرزِ منافقت
دنیا تیرے مزاج کا بندہ نہیں ہوں میں
Amjad Thi Bheer Aesi Kay Chaltay Chalay Gaye
Girnay Ka Aesa Khauf Tha Thehra Nahi Hoon Main
Girnay Ka Aesa Khauf Tha Thehra Nahi Hoon Main
امجد تھی بھیڑ ایسی کہ چلتے چلے گئے
گرنے کا ایسا خوف تھا ٹھہرا نہیں ہوں میں
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO