Rishton Ki Dhoop Chaon Se Azad Ho Gaye
Rishton ki dhoop chaon se Azad ho gaye
Ab tu hamen B Sare Sabaq Yaad ho gaye
رشتوں کی دھوپ چھاؤں سے آزاد ہو گئے
اب تو ہمیں بھی سارے سبق یاد ہو گئے
Abadiyon me hoty hain barbad kitne log
Hum dekhne gaye Tu barbad ho gaye
آبادیوں میں ہوتے ہیں برباد کتنے لوگ
ہم دیکھنے گئے تھے تو برباد ہو گئے
Mein parbaton se larta Raha Aur chand Log
Geeli Zameen khod kar Farhaad ho gaye
میں پربتوں سے لڑتا رہا اور چند لوگ
گیلی زمین کھود کر فرہاد ہو گئے
Bethy huye hain Qeemti Sofun par Bherriye zafar
Jangal ke log shehar me Abad ho gaye
بیٹھے ہوئے ہیں قیمتی صوفوں پہ بھیڑیے
جنگل کے لوگ شہر میں آباد ہو گئے
Lafzon ke her pher ka dhanda B khoob hai
Jaahil hamare Shehar me Ustaad ho gaye
لفظوں کے ہیر پھیر کا دھندہ بھی خوب ہے
جاہل ہمارے شہر میں استاد ہو گئے
Kya Kya Hamare Khwab Thy Jane Kahan Yeh Kho Gaye – Poetry
Usi Ke Pyar Ko Dil Se Nikal Rakkha Hai – By Mubarak Ansari
Uski Aankhon Mein Mohabbat Ka Sitara Hoga – Wasi Shah
Kitna Ghafil Hai Mujhe Acha Samjhne Wala – Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO