Touheed – Allama Iqbal Poetry
Zarb-e-Kaleem
Zinda Quwwat Thi Jahan Mein Yehi Touheed Kabhi
Aaj Kya Hai, Faqat Ek Masla-e-Ilm-e-Kalaam
زندہ قوت تھي جہاں ميں يہي توحيد کبھي
Roshan Iss Zou Se Agar Zulmat-e-Kirdar Na Ho
Khud Musalman Se Hai Poshida Musalman Ka Maqam
روشن اس ضو سے اگر ظلمت کردار نہ ہو
Main Ne Ae Meer-e-Sipah! Teri Sipah Dekhi Hai
‘QUL HU WALLAH’ Ki Shamsheer Se Khali Hain Nayam
ميں نے اے مير سپہ! تيري سپہ ديکھي ہے
Aah, Iss Raaz Se Waqif Hai Na Mullah, Na Faqeeh
Wahdat Afkar Ki Be-Wahdat-e-Kirdar Hai Kham
آہ ! اس راز سے واقف ہے نہ ملا، نہ فقيہ
Qoum Kya Cheez Hai, Qoumon Ki Imamat Kya Hai
Iss Ko Kya Samjhain Ye Bechare Do Rakat Ke Imam!
قوم کيا چيز ہے، قوموں کي امامتکيا ہے
Momin – Ho Halqa-e-Yaran To Baresham Ki Tarah Naram
Hamdardi – Bachon Ke Liye | Tehni Pay Kisi Shajer Ki Tanha
Na Takht-o-Taaj Mein Ne Lashkar-o-Sipah Mein Hai – Allama Iqbal
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO