Un Jheel Si Gehri Ankhon Mein
Urdu Poetry by Amjad Islam Amjad
Un Jheel Si Gahri Aankho Mein
Ik Shaam Kabhi Abaad To Ho
Us Jheel Kinare Pal Do Pal
Ik Khuwab Ka Neela Phool Khile
Wo Phool Baha Dai Lehron Me
Ik Roz Kabhi Hum Shaam Dhale
ان جھیل سی گہری آنکھوں میں
اک شام کہیں آباد تو ہو
اس جھیل کنارے پل دو پل
ایک خواب کا نیلا پھول کھلے
وہ پھول بہا دیں لہروں میں
ایک روز کبھی ہم شام ڈھلے
Phir Us Phool Ke Bahte Rango Me
Jis Waqt Larazta Chaand Chale
Us Waqt Kahi Un Aankhon Me
Us Basre Pal Ki Yaad To Ho
اس پھول کے بہتے رنگوں میں
جس وقت لرزتا چاند چلے
اس وقت کہیں اُن آنکھوں میں
ایک بسرے پل کی یاد تو ہو
Un Jheel Si Gahri Aankhon Me
Ik Shaam Kahi Aabaad To Ho
ان جھیل سی گہری آنکھوں میں
اک شام کہیں آباد تو ہو
Phir Chahe Umar-E-Samandar Ki
Har Moj Pareshan Ho Jaaye
Phir Chahe Ankh Ke Dareecho Se
Har Khuwab Gureza Ho Jaaye
Phir Chahe Phool Ke Chahre Ka
Har Dard Numaaya Ho Jaaye
Har Moj Pareshan Ho Jaaye
Phir Chahe Ankh Ke Dareecho Se
Har Khuwab Gureza Ho Jaaye
Phir Chahe Phool Ke Chahre Ka
Har Dard Numaaya Ho Jaaye
ہھر چاہے عمر سمندر کی
ہر موج پریشاں ہو جائے
پھر چاہے آنکھ دریچے سے
ہر خواب گریزاں ہو جائے
پھر چاہے پھول کے چہرے کا
ہر درد نمایاں ہو جائے
Us Jheel Kinare Pal Do Pal Wo Roop Nagar
Ijaad To Ho
Din Raat Ke Is Aaine Se Wo Aks
Kabhi Aazaad To Ho
Un Jheel Si Gehri Aankhon Me
Ik Shaam Kabhi Aabaad To Ho
اس جھیل کنارے پل دو پل
روپ نگر ایجاد تو ہو
دن رات کے اس آئینے سے
وہ عکس کبھی آزاد تو ہو
اس جھیل سی گہری آنکھوں میں
اک شام کہیں آباد تو ہو
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO