Unke Dar Peh Pohanchne Tou Payein
Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics
Unke dar peh pohanchne tou payein
yeah na pochoo kay hum kya karain gay
Sar jhukana agar juram hoga
hum nigahoon se Sajda karain gay
ان کے در پہ پہنچنے تو پائیں
یہ نہ پوچھو کہ ہم کیا کریں گے
سر جھکانا اگر جرم ہو گا
ہم نگاہوں سے سجدہ کریں گے
Baat bhi teri rakhni hai saqi
zaraf ko bhi na ruswa karain gay
Jaam day ya na day ajj hum ko
maikhade maiN sawayRa karain gay
zaraf ko bhi na ruswa karain gay
Jaam day ya na day ajj hum ko
maikhade maiN sawayRa karain gay
بات بھی تیری رکھنی ہے ساقی
ظرف کو بھی نہ رسوا کریں گے
جام دے یا نہ دے آج ہم کو
میکدے میں سویرا کریں گے
Iss taraf apna da’man jalay ga
uss taraf un ki mehfil sajegi
Hum andhayray ko ghar main bula kar
un kay ghar mein Ujala karain gay
uss taraf un ki mehfil sajegi
Hum andhayray ko ghar main bula kar
un kay ghar mein Ujala karain gay
اس طرف اپنا دامن جلے گا
اُس طرف اُن کی محفل سجے گی
ہم اندھیرے کو گھر میں بلا کر
اُن کے گھر میں اُجالا کریں گے
humko jhoothi tasalli na deeje
gham mein ab aur izaafa na keeje
jisse ankhon mein aa jayein aansu
wo khushi leke hum kya karenge
gham mein ab aur izaafa na keeje
jisse ankhon mein aa jayein aansu
wo khushi leke hum kya karenge
ہم کو جھوٹی تسلی نہ دیجۓ
غم میں اور اضافہ نہ کیجیۓ
جس سے آنکھوں میں آجایئں آنسو
وہ خوشی لے کر ہم کیا کریں گے
Baat tark-e-taluq ki Anwar
itna ahsas’e rasmay-e-wafa hay
Akhari sans tak bhee hum un say
be Rukhi ka na shikwa karain gay
itna ahsas’e rasmay-e-wafa hay
Akhari sans tak bhee hum un say
be Rukhi ka na shikwa karain gay
بات ترک تعلق کی انور
اتنا احساس رسم وفا ہے
آخری سانس تک بھی ہم ان سے
بے رخی کا نا شکوہ کریں گے
Read More NFAK LYRICS:
Main Talkhiye Hayat Se Ghabra Ke Pee Gaya
Bujhi Huyi Shama Ka Dhuan Hoon
Gardishon Ke Hain Mare Huye Na