Woh De Raha Hai Dilase Tou Umar Bhar Ke Mujhe
Woh De Raha Hai Dilase Tou Umar Bhar Ke Mujhe
Bichhad Na Jaaye Kahin Phir Udaas Karke Mujhe
وہ دے رہا ہے دلاسے تو عمر بھر کے مجھے
بچھڑ نہ جائے کہیں پھر اداس کر کے مجھے
Jahan Na Tu Na Teri Yaad Ke Qadam Honge
Dara Rahe Hai Wohi Marhale Safar Ke Mujhe
Dara Rahe Hai Wohi Marhale Safar Ke Mujhe
جہاں نہ تو نہ تیری یاد کے قدم ہوں گے
ڈرا رہے ہیں وہی مرحلے سفر کے مجھے
Ye Chand Ashq Bhi Tere Hai Sham-E-Gam Lekin
Uljahne Lage Hai Abhi Khal-O-Khad Sahar Ke Mujhe
Uljahne Lage Hai Abhi Khal-O-Khad Sahar Ke Mujhe
یہ چند اشک بھی تیرے ہیں شامِ غم، لیکن
اجالنے ہیں ابھی خال و خد سحر کے مجھے
Dil-E-Tabah Tere Gam Ko Taalne Ke Liye
Suna Raha Hai Fasane Idhar Udhar Ke Mujhe
دلِ تباہ، ترے غم کو ٹالنے کے لئے
سنا رہا ہے فسانے اِدھر اُدھر کے مجھے
Qaba-E-Zakhm Badan Par Saja Ke Nikla Hoon
Wo Ab Mila To Dekhega Aankh Bhar Ke Mujhe
Wo Ab Mila To Dekhega Aankh Bhar Ke Mujhe
قبائے زخم، بدن پر سجا کے نکلا ہوں
وہ اب ملا بھی تو دیکھے گا آنکھ بھر کر مجھے
Kuch Isliye Bhi Main Usse Bichhad Gaya Mohsin
Wo Door Door Se Dekhe Theher Theher Ke Mujhe
Wo Door Door Se Dekhe Theher Theher Ke Mujhe
کچھ اس لئے بھی میں اس سے بچھڑ گیا محسنؔ
وہ دور دور سے دیکھے ٹھہر ٹھہر کے مجھے
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO