Yaar Ke Gham Ko Ajab Naqsh Giri Aati Hai
Yaar Ke Gham Ko Ajab Naqsh Giri Aati Hai
Poor Poor Aankh Ki Maanind Bhari Jaati Hai
یار کے غم کو عجب نقش گری آتی ہے
پور پور آنکھ کی مانند بھری جاتی ہے
Be Taalluq Na Hamen Jaan K Ham Jaante Hain
Kitna Kuchh Jaan Ke Ye Be-Khabri Aati Hai
Kitna Kuchh Jaan Ke Ye Be-Khabri Aati Hai
بےتعلق نہ ہمیں جان کہ ہم جانتے ہیں
کتنا کچھ جان کے یہ بےخبری آتی ہے
Is Qadar Goo’ndhNa Parti Hai Lahuu Se Matti
Haath Ghhul Jaate Hain Phir Kuzahgari Aati Hai
Haath Ghhul Jaate Hain Phir Kuzahgari Aati Hai
اِس قدر گوندھنا پڑتی ہے لہو سے مٹی
ہاتھ گُھل جاتے ہیں پھر کوزہ گری آتی ہے
Kitna Rakhte Hain Voh Is Shahar Khamoshan Ka Khayal
Roz Aik Naao Gulaabon Se Bhari Aati Hai
Roz Aik Naao Gulaabon Se Bhari Aati Hai
کتنا رکھتے ہیں وہ اس شہرِ خموشاں کا خیال
روز ایک ناؤ گلابــوں سے بھری آتی ہے
Zindagi Kaise Basar Hogi K Ham Ko Tabish
Sabar Aata Hai Na Aashfta’Sari Aati Hai
Sabar Aata Hai Na Aashfta’Sari Aati Hai
زندگی کیسے بسر ہوگی کہ ہم کو تابش
صبــر آتا ہے، نہ آشــفتہ ســری آتی ہے
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO